kaar-e-duniya main kuch ae dil nahin behtar tu bhi
Jumat, 30 Agustus 2013
0
komentar
koocha-e-ishq se chun laya hai kankar tu bhi jab talak baam-e-falak par hai, sitara tu hai
aur agar toot ke gir jaye tau pathar tu bhi ye qanaa’t bhi muhabbat ki ataa hai warna
shehr main aur buhat, aik gadager tu bhi mere andazay se kuch barh ke thi zalim duniya
paaon rakh rah-e-tamanna pe sanbhal ker tu bhi ajnabi lagta hai kiyun aalam-e-bedaari mujhay
kahin rehta hai mere khwaab ke andar tu bhi main usi morr pe manzil ki talab chorr aai
ho liya jab se mere saath safar per tu bhi main kiran war shab-e-mah main tujh per utri
mauj der mauj utha ban ke samander tu bhi mangna bhool gai main tau tamanna ka sila
do jahan saamnay phailay thay baraber tu bhi (Samina Raja)
TERIMA KASIH ATAS KUNJUNGAN SAUDARA
Judul: kaar-e-duniya main kuch ae dil nahin behtar tu bhi
Ditulis oleh Unknown
Rating Blog 5 dari 5
Semoga artikel ini bermanfaat bagi saudara. Jika ingin mengutip, baik itu sebagian atau keseluruhan dari isi artikel ini harap menyertakan link dofollow ke https://hotwomandress.blogspot.com/2013/08/kaar-e-duniya-main-kuch-ae-dil-nahin.html. Terima kasih sudah singgah membaca artikel ini.Ditulis oleh Unknown
Rating Blog 5 dari 5
0 komentar:
Posting Komentar