hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte”
Your Name: tooba
“khata itni si hah bs hamari k aik br ksi k hojaen to kbe us se khud alag howa nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
wafa karlen aik br ksi se to bewafai kbhe khud se dkhaya nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
.Hum bht bar roothe hen unki baton pe. par unk saluk ko dil se lgaya nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
kai br unse taklif phnchti hah hame .hum phr b unki bazam se yun jaya nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
aik br taaluq jod len gar hum.phr chahen b to wo taaluq toda nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
hum bawafa log hen,yun fazul bato pe apne dil ko rulaya nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
hum wo log hen jo nibhane pe aen, to akhri sans tak sath choda nae karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
juda hona ksi k lye asaan hoga magar ,hum chah k b judai ka jaam piya nai karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
KHUDA k saamne har taaluq bnate hen hum ,issilye itni hum yun laa-taaluq kbhi huwa nai karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
aik baar tum hamei aazma k tou dekho ,hum yun baa-aasani aazmane pe himat hara nai karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
akhri dhadkan tak k lye humne jaam e wafa piya hai,hum us jaam ki hurmat ko yun pamaal kya nai karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte
hum baawafaa hen ,hum bewafai se kbhi hath milaya nai karte…!!! ~ Tooba jalal
Ditulis oleh Unknown
Rating Blog 5 dari 5
0 komentar:
Posting Komentar